Yaadein hai Kuch Aisi Tere Naam Se Wabasta - Love Shayri for you



















Yaadein hai Kuch Aisi Tere Naam Se Wabasta,
Har Subha hain Jaise Har Sham se
Wabasta,

Bas Tere Tasawur Se Fursast Hi Nai Milti, Rehti Hai Teri Yaadein Har Saas se
Wabasta,

Laakhon hai Tamanaen par
Yeh Dua hain,
Bas Naam Rahey Mera Tere Naam se Wabasta.......:)
 

Gift 4 U Baby Copyright © 2012 Design by Asif shaikh For you Baby